Ye dil aaj se
By clicking the Download button below, I hereby agree to and accept the following
Terms and ConditionsYe dil aaj se maine tujhko diya hai
Tere saath rehne ka waada kiya hai
Suna hai Masih tu
Badalta dil ko
Badal mera dil
Maine tujhko diya hai
Tere sath rehne ka wada kiya hai
Mujhe ab mila hai
masih pyaar tera
meeela hai to ab ye
irada kiya hai
Tere sath rehne ka wada kiya hai
Bahut hi gunehgar
hun main prabhuji
Mujhe apna kehde
meri intzar hai
tere sath rehne ka waada kiya hai
ye dil aaj se maine tujhko diya hai...